KHwab – sab hi tabir ke tamannai

sab hi tabir ke tamannai
mujh ko bas KHwab dekhne ki hawas
KHwab bhi jo zara achhute hon
aur kisi ne kabhi na dekhe hun